sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil me hai.. dekhna hai zor kitna bazuve kaatil me hai.. waqt aane pe bataadenge tujhe e asmaan.. hum abhi se kya bataye kya hamare dil me hai..
ore bismal kaash aate aaj tum hindustaan.. dekhte ki mulk saara kya tashan kya chill me hai.. aaj ka launda yeh kehta hum to bismil thak gaye.. apni aazaadi to bhaiya laundiya ke til me hai |